We offer the best collection of Ahmed Faraz poetry. Read faraz shayari about love, mohabat, Urdu ghazals, nazam and inspirational poetry
GHAZALS

AAJ IK AUR BARAS BEET GYA
Aaj ik aur baras beet gya us ke beghair
Jis ke hoty hoye hoty thy zamane meray

JIS SIMAT BHI DEKHO
Jis simat bhi dekho nazar aata hai ke tum ho
Ay jaan-e jahan ye koi tum sa hai ke tum ho

YAAD AYA THE BICHARNA TERA
Yaad aya tha bicharna tera
Phir nahi yaad ke kia yaad aya

TARAP JATE HAI FARAZ
Koi Khamosh Ho Jaye Tu Ham Tarap Jate Hain Faraz
Ham Khamosh Hoye Tu Kisi Ne Haal Tak Na Pocha

QARAB ACHA HAI MAGAR
Qarab acha hai magar itni bhi shidat se na mil
Ye no ho tujh ko mery rog puranay lag jayen

MERA US SHEHR ADAWAT MAI
Mera us shehr adawat main baseera hai jahan
Log sajdon main bhi logo ka bura sochty hain

HAM SAFAR CHAYE
Ham safar chahye hajoom nahi
Ik musafir bhi qafla hai mujhy

DIL BHI PAGAL HAI KE
Dil bhi pagal hai ke us shakhs se wabasta hai
Jo kisi aur ka hony dy na apna rakhy