Read our best collection of Jaun Elia urdu poetry and ghazals. Jon Elia was a popular poet, philosopher and scholar. His poetry is very popular in Pakistan. We are expanding our poetry collection regularly. You can also submit poetry using our “Add your poetry” form.

AJEEB SI IK BE DILI RAHI
Kal Dophar Ajeeb Si Ik Be Dili Rahi
Bas Telian Jala Ke Bhujata Raha Hoon Mein

SAB SE PUR AMAN WAQAYA YE HAI
Sab se pur aman waqaya ye hai
Aadmi aadmi ko bhol gaya hai

MUJ KO YE HOSH HI NA THA
Mujh ko ye hosh hi na tha, tu mere bazaon main hai
Yani tujhy abhi talak main ne raha nahi kia

AIK HI HADSA TU HAI
Aik hi hadsa tu hai aur wo yeh ki aaj tak
Baat nahi kahi gayi baat nahi suni gayi

TERE LOAT AANY KA
Ghuman hai tere loat aany ka
Dekh kitna bad-guman hon main

CHABA LAIN KUN NA KHUD HI
Chaba Lain Kun Na Khud Hi Apna Dhancha
Tumhain Ratab Muhaya Kyun Krein Ham

AAJ WO PARH LIYA GYA
Aaj wo parh liya gya jis ko parha na jaa saka
Aaj ksi kitab main kuch bhi likha hoa nahi

MERI TAREEF KARAY YA
Meri tareef karay ya mujhy badnaam karay
Jis ne jo baat bhi karni hai sar-e aam karay